He will have to learn, I know, 
that all men are not just, 
all men are not true. 
But teach him also that 
for every scoundrel there is a hero; 
that for every selfish Politician, 
there is a dedicated leader… 
Teach him for every enemy there is a friend,
Steer him away from envy, 
if you can, 
teach him the secret of 
quiet laughter.
Let him learn early that 
the bullies are the easiest to lick… 
Teach him, if you can, 
the wonder of books… 
But also give him quiet time 
to ponder the eternal mystery of birds in the sky, 
bees in the sun, 
and the flowers on a green hillside.
In the school teach him 
it is far honourable to fail 
than to cheat… 
Teach him to have faith 
in his own ideas, 
even if everyone tells him 
they are wrong… 
Teach him to be gentle 
with gentle people, 
and tough with the tough.
Try to give my son 
the strength not to follow the crowd 
when everyone is getting on the band wagon… 
Teach him to listen to all men… 
but teach him also to filter 
all he hears on a screen of truth, 
and take only the good 
that comes through.
Teach him if you can, 
how to laugh when he is sad… 
Teach him there is no shame in tears, 
Teach him to scoff at cynics 
and to beware of too much sweetness… 
Teach him to sell his brawn 
and brain to the highest bidders 
but never to put a price-tag 
on his heart and soul.
Teach him to close his ears 
to a howling mob 
and to stand and fight 
if he thinks he’s right. 
Treat him gently, 
but do not cuddle him, 
because only the test 
of fire makes fine steel.
Let him have the courage 
to be impatient… 
let him have the patience to be brave. 
Teach him always 
to have sublime faith in himself, 
because then he will have 
sublime faith in mankind.
This is a big order, 
but see what you can do… 
He is such a fine little fellow, 
my son!
~ Abraham Lincoln
Wednesday, September 29, 2010
Tuesday, August 17, 2010
Friday, August 13, 2010
Thursday, August 5, 2010
Two line Sher Shayari
         Ye kis ko 
fikr hai ke Qabeelay ka kyaa huwa?
Sab iss pe lad rahe hain ke Sardaar kaun hai.
         
hame koii tum saa mil jaaye, ye naamumkin
sahi
tumhe bhii ham sa mil jaaye, baDaa mushkil
sa lagta hai
         
Jo Dil Mai Reh Ke Bhi Mera Na Ban Saka
GHALIB
Aur Dil Wo Kaafir Jo Mujh Mein Rehker Bhi
Tera Ho Gaya....!!
         
Duniya me aur bhi wajah hoti hai dil ke toot
jane ki
log yuhi mohabbat ko badnam kiya karte hai
!!
         
Aati hai yaad uski aksar, jisko kabhi meri
yaad nahi aati
mujhe bhi koi yaad karta hoga,jiski mujhe
yaad nahi aati
         
Wo Ek khat, Jo Us ne kabhi Likha hee Nahi
Me rozz Beth ker, us ka Jawab likhta hoon..
         
Dukh ye Hai tu Sach Sunne Ka Aadi Nahi Warna
Ye Umr Tujhe Khwab Dikhane Ki Nahi Hai
         
Mere Haton Ki Lakiron Main Nahi Tuu Shayed
         
Apni Taqdeer Bana Mera Muqadder Na Badal
         
kabhi toota nahi mere dil se teri yaad ka
tilism Faraz
guftagu jis se bhi ho khayal tumhara hi aata
hai
         
Main to khud apnay liye ajnabi sa ban gaya
hun.
Tu bata mujh se juda ho ker tujhe keisa laga
         
kal tera jikr aa gaya ghar mein
aur ghar der tak mahakata raha
         
Bahaanaa kyu tarasha rooth jane ka FARAZ
Bas itnaa kah dete dil me jagah nahi rahi
         
Log meri deewangi ko fakeeri samjhti rahe
FARAZ
Mein tu usey dekhnee ki khatir bheek mangta
rahaa
         
Iska gam nahi, kyon 'Usne' barbaad kiya,
gam iska hai ki, bahot der ke baad kiya..........!!!
         
Hamara ashk bahana to roz ka mamool hai
magar
aaj uske shaher ki hawaon mein nami kyun hai
         
kabhi aate the khwaab neend me bekas
aaj kal neend ke khwaab aate hai
         
Wo aik shab jali tou usay SHAMMA keh diya
FARAZ,
Hum barson se jal rahe hein koi tou khitaab
do!!!!!!
         
Tumhaari dunia me hamare jaise hazaaro hai
FARAZ
ek ham hii pagal the, jo tumhe paa ke
itaraane lage
         
terA na ho sakA to mar jaaunga faraz
kitana khUbasUrat vo jhUth bola karata tha..
         
Khataa to jab ho ke haal-e-dil kisi se
kaheiin
Kisi ko chahatey rahnaa, koii khataa to
nahiin
         
anna ne haath uthney nahin diye warna,
meri dua se vo pathar bhi pighal sakta tha
         
jisko jaana hi nahin, usko khuda kyo maane
aur jise jaan chuke vo khuda kaise ho
         
Muhabbat to wo pehli hi muhabbat thi Faraz..
Iss k baad tau her shakhs mai dhoonda uss ko
         
wahan se aik pani k boond na nikal sake
faraz,
tamam umar jin ankhon ko hum jheel likhte
rahe.
         
Wo is ana me rehte hain ke hum unko unse
mangen FARAZ
Hum is gurur me rehte hain ke hum apni hi
chiizen manga nahi karte
         
so jaate haiN, footpath par akhabaar
bichhaa_kar,
mazdoor kabhi neeNd ki goli nahiN khaate !
         
Masjid to do din me banadi imaan walo ne,
Mann apna purana paaapi hai barso se namaazi
na ban saka
         
mujh se kehti hai tere saath rahun gi sada
FARAZ
bahot piyar karti hai mujhse UDAASI meri
         
jisako bhii dekhaa rotaa huaa payaa faraz
mohabbat to mujhe kisii fakiir kii badduaa
lagatii hai
         
koi to mol lagaaye meri hastii ka faraz
kisi ki aankh ke aansu khareedne hain mujhe
         
Sab chahte hain mujhe, par mera koi nahi,
main is shehar me urdu ki tarah hu.
         
Tum mujhe kabhi dil kabhi aankho se pukaro
ghalib,
ye honton ka takalluf to zamaane ke liye hai.
         
Wo bewafa he sahi aao us ka zikar karain
faraz
Abhi to umar parri hay us ko bhulanay k liye
         
apne dil me dard ko jagah de galib
ilm se shayrai nahi aati
         
Vo bevafa har giz na tha, yun hii badnam ho
gayA faraaz,
hazaroin chahne vale the, kis kis se vaafa
karata
         
Mohabbat k andaaz juda juda hai Faraaz,
Kisi ne toot ker chaha to koi chah ker toot
gaya!!
         
KOI UMEED BAR NAHI AATI
KOI SURAT NAZAR NAHI AATI
         
-
MAUT KA EK DIN MOIYAN HAI
NEEND KYO RAAT BHAR NAHI AATI
         
-
AAGE AATI THI HAAL-E-DIL PAR HA(N)SI
AB KISI BAAT PAR NAHI AATI
         
-
HAI KUCH AISI HI BAAT KE CHUP HOON
WARNA KYA BAAT KAR NAHI AATI
         
-
HUN WAHA JAHA SE HUM KO BHI
KUCH HAMARI KHABAR NAHI AATI
         
-
MARTE HAI AARZOO MEIN MARNE KI
MAUT AATI HAI PAR NAHI AATI
         
-
KABE KIS MUH SE JAAOGE GHALIB
SHARM TUM KO MAGAR NAHI AATI
         
         jaan de 
denge ye hamare bas main hai,
          
        denge ye hamare bas main hai,
         hum nahi 
karte baat sitare tod lane ki..
 
        karte baat sitare tod lane ki..
-
Hamaari aur
Uski Zindagi me faqat tarteeb ka faraq hai
FARAZ
         Uski 
zindagi mein hum sab ke bad aatay hain
 
        zindagi mein hum sab ke bad aatay hain
Main
Bad-dua to nahi daiti ussko magerDua yehi he
,
         usey mujh 
sa na miley koi--Noshi Gelan
 
        sa na miley koi--Noshi Gelan
-
Humne
Tumhare Baad na rakhi kisi se Aas,
         Ek Tajurba 
bahut tha bade Kaam Aaya...
         
-
mulakate jaroori hai agar rishte bachane
hai,
        bahut tha bade Kaam Aaya...
-
mulakate jaroori hai agar rishte bachane
hai,
         laga kar 
bhool jane se to paudhe bhi sukh jate hai
         
-
Mere KHUDA Mujhe Tabeer ki takat day day
          
        bhool jane se to paudhe bhi sukh jate hai
-
Mere KHUDA Mujhe Tabeer ki takat day day
         Maine kisi 
Shakhs ko Khawab Dikha rakhe hain...
         
-
tez raftaar zindagi ka ye aalam hai ke,
          
        Shakhs ko Khawab Dikha rakhe hain...
-
tez raftaar zindagi ka ye aalam hai ke,
         subah ke 
Gam shaam ko puraane ho jaate hain
         
-
Zindagi mein bahut kam mili hain FARAZ,
          
        Gam shaam ko puraane ho jaate hain
-
Zindagi mein bahut kam mili hain FARAZ,
         Har wo 
cheez jise shiddat se chaha maine--Ahmad
FARAZ
         
-
         
in hasrato se keh do kahin aur ja basein
          
        cheez jise shiddat se chaha maine--Ahmad
FARAZ
-
in hasrato se keh do kahin aur ja basein
         itni jagah 
kahan hai dil-e-daagdaar mein--Bahadur Shah
Zafar
         
-
         
Main aur us ko bhula du? Kaisi baatein karte
ho faraz,
          
        kahan hai dil-e-daagdaar mein--Bahadur Shah
Zafar
-
Main aur us ko bhula du? Kaisi baatein karte
ho faraz,
         surat to 
phir surat hai, wo naam bhi pyara lagta hai.
         
-
ye bataata nahin koi mujhko
          
        phir surat hai, wo naam bhi pyara lagta hai.
-
ye bataata nahin koi mujhko
         dil jo aa 
jaaye to kya karte hain ….Daag Dehlvi
         
-
Khairaat mein mili khushi mujhe acchi nahin
lagti 'FARAZ'
          
        jaaye to kya karte hain ….Daag Dehlvi
-
Khairaat mein mili khushi mujhe acchi nahin
lagti 'FARAZ'
         main apne 
dukhon mein rehta hoon nawaabon ki tarha...
--Ahmad FARAZ
         
-
         
Ab Dil Ki Tamana Hai Kaash Aisa He Ho
          
        dukhon mein rehta hoon nawaabon ki tarha...
--Ahmad FARAZ
-
Ab Dil Ki Tamana Hai Kaash Aisa He Ho
         Ansoo Ki 
Jaga Ankh Sey Hassrat Nikal Jaye.
         
-
mere sajdo mein kami to nahin thi FARAZ,
         
        Jaga Ankh Sey Hassrat Nikal Jaye.
-
mere sajdo mein kami to nahin thi FARAZ,
         mujh se 
badh ke kisne use maanga tha khuda se--Ahmad
FARAZ
         
-
hosho-hawaas me behko to koi baat bane
          
        badh ke kisne use maanga tha khuda se--Ahmad
FARAZ
-
hosho-hawaas me behko to koi baat bane
         yun nashe 
me ladakhna yaar purana hua.........--ritu
saroha---
         
-
tu'ne dekha nahin naqsha meri tanhaayi ka
          
        me ladakhna yaar purana hua.........--ritu
saroha---
-
tu'ne dekha nahin naqsha meri tanhaayi ka
         ek qayaamat 
hai jo har roz guzar jaati hai...
         
katee patang ka rukh mere ghar ki taraf tha
          
        hai jo har roz guzar jaati hai...
katee patang ka rukh mere ghar ki taraf tha
         usko bhi 
loot liya lambe hath walo ne -- Ghalib.
 
       loot liya lambe hath walo ne -- Ghalib.
Monday, July 19, 2010
Blindspot! Five Degrees of Prayer
Blindspot! Five Degrees of Prayer
With respect to prayer, there are five levels of people.
[The lowest] is he 'who wrongs his own soul'; who is remiss; who curtails his ablution and the times, limits and essential elements of prayer.
At the second level is he who keeps the times, rules and elements of prayer; who keeps its ablution but is taken away by distractions, which he lacks the inner strength to resist.
At the third level is he who keeps the limits and essential elements of the prayer, and struggles against distractions. This person is preoccupied with striving against his Foe, 'lest he rob him of his prayer'. In prayer, he is in sacred combat [jihad].
At the fourth level is he who, standing in prayer, completes its requirements, its essential elements and its limits. His heart is absorbed in safeguarding the rules and requirements of the prayer 'lest he miss any of them'. In fact, his entire concern becomes performing the prayer as it should be, completely and perfectly. In this way, his concern for the prayer and for worshipping his Lord absorbs his heart.
At the fifth level is he who, standing in prayer, performs it in the manner of the fourth, but in addition places his heart before his Lord. With this he beholds God - ever vigilant before Him, filled with His love and glory - as if, seeing Him, he were physically present before Him. Therefore, the distractions vanish, as the veil between him and his Lord is lifted. The difference between this person in his prayer and everyone else is as vast as the distance between heaven and earth, for he is occupied [only] with his Lord Almighty in prayer, in which he finds his source of gladness.
[Of these five persons], the first will be punished, the second admonished, the third redeemed, the fourth rewarded and the fifth brought near to his Lord - for his source of gladness has been placed in prayer. And whoever is gladdened by the prayer in this world will be gladdened by nearness to his Lord in this world and the next. He who finds gladness in God, gladdens others [in turn]. But whoever does not, leaves this world a loser.
Compiled From:
"The Invocation of God" - Ibn Qayyim al-Jawziyya, pp. 29, 30

Sunday, July 18, 2010
You win or You lose
Fighting with the world is easy..
U either win or lose..
But fighting with close one is difficult..
If U lose,U lose &
even if U win,U lose..~
U either win or lose..
But fighting with close one is difficult..
If U lose,U lose &
even if U win,U lose..~
Ghalib vs Iqbal vs Faraz
Zahid sharab peene De masjid mein beth kar.. 
Ya wo jagah bata jahan Khuda nhi
(GHALIB)
Masjid Khuda ka ghar he peene ki jagah nhi..
Kafir k dil mein ja wahan Khuda nahi.
(IQBAL)
Kafir k Dil Se aaya hon ye Dekh kar Faraz..
Khuda mojood he wahan, use pata nhi.
(Faraz)

Tuesday, July 6, 2010
Subscribe to:
Comments (Atom)